Thursday, October 29, 2009

GOSPEL GYPSIES:YEHOVA KA AGYA LYRICS

Yehovah ka agya mein palan karoonga
Yehovah ka aadesh mein palan karoonga
Yehovah ka farman mein palan karoonga

Yehovah ka kanoon mein palan karoonga

Yehovah ka sthan ho sabse uchha
Yehovah ka shaher ho sabse uchha
Yehovah ka desh ho sabse uchha
Yehovah ka aashirvad ho sabse uchha

Yehovah ka fasal ho sabse dhanya
Yehovah ka bhoomi ho sabse dhanya
Yehovah ka dharti ho sabse dhanya
Yehovah ka naam ho sabse dhanya

Yehovah ka aakash hain mera liye hain
Yehovah ka godham hain mera liye hain
Yehovah ka mausam hain mera liye hain
Yehovah ka din hain mera liye hain


0 comments:

Post a Comment